Kaali Kaali Zulfon Ke Phande Na Dalo
Nusrat Fateh Ali Khan (Punjabi: نصرت فتح علی خان (Shahmukhī)) (October 13, 1948 – August 16, 1997), a world-renowned Pakistani musician, was primarily a singer of Qawwali, the devotional music of the
Waqar Khan
Kaali Kaali Zulfon Ke Phande Na Dalo
Hamein Zinda Rehne Do, Ai Husn-walo
Na Chhero Hamein, Hum Sataaye Hue Hain
Bahut Zakhm Seene Pe Khaye Hue Hain
Sitam Gar Ho Tum Khoob Pehchaante Hain
Tumhari Adaon Ko Hum Jaante Hain
Daga-baaz Ho Tum Sitam Dhane Wale
Fareb-e-muhaabat Mein Uljhaane Wale
Ye Rangeen Kahani Tumhi Ko Mubarak
Tumhari Jawani Tumhi Ko Mubarak
Hamari Taraf Say Nigahein Hata Lo
Hamein Zinda Rehnay Do Ai Husn Walo
Kaali Kaali Zulfon Ke Phande Na Dalo
Hamein Zinda Rehne Do, Ai Husn-walo
Comments
Post a Comment