Kaali Kaali Zulfon Ke Phande Na Dalo Nusrat Fateh Ali Khan (Punjabi: نصرت فتح علی خان (Shahmukhī)) (October 13, 1948 – August 16, 1997), a world-renowned Pakistani musician, was primarily a singer of Qawwali, the devotional music of the Waqar Khan Kaali Kaali Zulfon Ke Phande Na Dalo Hamein Zinda Rehne Do, Ai Husn-walo Na Chhero Hamein, Hum Sataaye Hue Hain Bahut Zakhm Seene Pe Khaye Hue Hain Sitam Gar Ho Tum Khoob Pehchaante Hain Tumhari Adaon Ko Hum Jaante Hain Daga-baaz Ho Tum Sitam Dhane Wale Fareb-e-muhaabat Mein Uljhaane Wale Ye Rangeen Kahani Tumhi Ko Mubarak Tumhari Jawani Tumhi Ko Mubarak Hamari Taraf Say Nigahein Hata Lo Hamein Zinda Rehnay Do Ai Husn Walo Kaali Kaali Zulfon Ke Phande Na Dalo Hamein Zinda Rehne Do, Ai Husn-walo
Do You Want Best Romantic Songs