Skip to main content

Pyaar Kiya To Darna Kya lyrics












Insaan kisee se duniyaan me Yek baar mohabbat karataa hai Is dard ko lekar jiitaa hai Is dard ko lekar marataa hai Pyaar kiyaa to darnaa kyaa Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa Pyaar kiyaa koi chori nahin ki Pyaar kiyaa Pyaar kiyaa koi chori nahin ki Chhuup chhuup aahe bharnaa kyaa Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa Pyaar kiyaa to darnaa kyaa Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa Aaj kahenge dil kaa fasaanaa Jaan bhee le le chaahe zamaanaa Aaj kahenge dil kaa fasaanaa Jaan bhee le le chaahe zamaanaa Maut wahii jo duniyaan dekhe Maut wahii jo duniyaan dekhe Ghunt ghunt kar yu marnaa kyaa Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa Pyaar kiyaa to darnaa kyaa Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa Unki tamannaa dil mein rahegii Shammaa ise mahafil mein rahegii Unki tamannaa dil mein rahegi Shammaa ise mahafil mein rahegi Ishq mein jiinaa ishq mein marnaa Ishq mein jiinaa ishq mein marnaa Aaur humei ab karnaa kyaa Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa Pyaar kiyaa to darnaa kyaa Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa Chhuup naa sakegaa ishq hamaaraa Chaaro taraf hain unkaa nazaaraa (Choeurs) Aaaaaaaaaaaaaahaaaaaaaaaaaaaaa Chhuup naa sakegaa ishq hamaaraa Chaaro taraf hain unkaa nazaaraa Pardaa nahin jab koi khudaa se Pardaa nahin jab koi khudaa se Bando se pardaa karnaa kyaa Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa Pyaar kiyaa to darnaa kyaa Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa Pyaar kiyaa koi chori nahin ki Chhuup chhuup aahe bharnaa kyaa Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa

Comments

Popular posts from this blog

Teri Masumiyat Lyrics – Banjara Bana Diya | Bezubaan Ishq 2015

                                          Singer :  Altamash Faridi Lyrics :  Jashwant Gangani Music :  Babli Haque Movie :  Bezubaan Ishq Director :  Jashwant Gangani Studio :  Gangani Motion Pictures Music Label :  Gangani Motion Pictures                                                                                                                                       Ho..O.. Hoye Re..Hoye Re Teri Masumiyat Ne Hame Banjara Bana D...

Bombay To Punjab Lyrics | By DIVINE, Deep Jandu

                  BOMBAY TO PUNJAB LYRICS Song Name: Bombay To Punjab (Punjabi)  Album: Down To Earth (2019)  Singer(s): DIVINE, Deep Jandu  Lyrics Writer(s): Karan Aujla  Composer(s): Deep Jandu Video  Director(s): Satti Dhillon Bombay To Punjab Lyrics Deep Jandu! Divine! Punjab Se Bombay Bombay Se Punjab, Haan Deep Mera Bhai, Ha-Ha-Haan Gully Gang, Gully Gang! Burrrrr, Ha-Ha-Haa Oh Sidha Banda Sidha Hisab Ae Karde Baahli Dealing Ni Feel Kari Meri Gal Rakaane Lain Dinda Main Feeling Ni Oh Sidha Banda Sidha Hisab Ae Karde Baahli Dealing Ni Feel Kari Meri Gal Rakaane Lain Dinda Main Feeling Ni Ow Heer Meri, Tasveer Meri Aa Chak Sambh Ke Rakh Kude Farak Chahe Main Nark Chahe Par Paocheya Heavan Tak Kudey Tu Bombay Di Chhori Ae Main Punjabi Touch Kude Tu Flower Wargi Ae Lai Ju Patt Ke Bach Kude Tu Bombay Di Chhori Ae Ma...

AARI AARI LYRICS BY BOMBAY ROCKERS Full Songs Lyrics

               AARI AARI LYRICS BY BOMBAY ROCKERS Singer: Romy, Bombay Rockers Album: Satellite Shankar Lyricist: Kumaar Music: Tanishk Bagchi Director: Irfan Kamal Cast: Sooraj Pancholi, Megha Akash Mix And Master: Eric Pillai Full Songs Lyrics Aari Aari Lyrics Oho hadippa! Bhangde da sound ve Ajj hilda ground ve Dholi dhol vaja de Assi laane round ve Hadippa! Bhangde da sound ve Ajj hilda ground ve Dholi dhol vaja de Assi laane round ve Patt jeb vich phone Kar de camara tu on Photo khichda ravi raat saari Aari aari aari Aari aari aari subah tak nach legi Aaha! Kar lo ji taiyari Aari aari aari Aari aari aari subah tak nach legi Aaha! Kar lo ji taiyari Ho season khushiyan da ve Seene vich dil nachda Tip-top lagde saare Har koyi hai jachda Ho loud speaker gaaye Ho loud speaker ve assi laaye Padosi mannda bura oho Padosi mannda bura mainu jaaye Ho shubh din mittran de Ho shubh din mittran de kadi aaye Assi bhande de dhol Sa...